SEARCH RESULTS
Showing search results for "maliye"
Ghazal MATCHES FOR "maliye"
Ghazal
kyuu.nkar us aa.iina-ruu se 'miir' maliye be-hijaab
vo to apne aks se bhii dekho sharmaane lagaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruKH pe boso.n ke ban ga.e hai.n nishaa.n
Gaaza maliye ki jhaa.iyaa.n aa.ii.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kis tarah phir aamaadgii-e-qalb se maliye
dukhte hu.e ehsaas kaa jab zaKHm haraa ho
Vazahat Nseem
Ghazal
itnii bhii rasaa.ii ho 'joshish' to Ganiimat hai
KHaak-e-kaf-e-paa maliye dil-daar kii aa.nkho.n se
Joshish Azimabadi
Ghazal
jab ho Garaz to maliye varna khi.nche se rahiye
ham ta.ng aa chuke hai.n is shaan-e-dilbarii se
Jafar Raza
Ghazal
zaa.iqa ho.nTo.n kaa badlegaa na missii maliye
ho.ngii ye qand siyah ab to shakar-paare hai.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
miraa naama-e-shauq talvo.n tale
na maliye ye KHuun-e-shahiidaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
zindagii kii anjuman kaa bas yahii dastuur hai
ba.Dh ke miliye aur mil kar duur jaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
aa.e hai.n vo mariiz-e-mohabbat ko dekh kar
aa.nsuu bataa rahe hai.n ko.ii baat ho ga.ii