SEARCH RESULTS
Showing search results for "mammy"
Ghazal MATCHES FOR "mammy"
Ghazal
may aur june kii garmii badan se jab Tapaktii hai
november yaad aataa hai december yaad aataa hai
Aalok Shrivastav
Ghazal
hai.n mary musht-e-KHaak se us ko kuduurate.n
paa.ii jagah bhii dil me.n to ho kar Gubaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos bahut der se aayaa hai tuu 'kaashir'
is paa.nch may ko mirii shaadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
Tanweer Gauhar
Ghazal
chillaatii hu.ii maamaa chimTaa liye aa.ii hai
jab ham ne tire dar kii zanjiir hilaa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
kaun kis kaa Gam khaa.e kaun kis ko bahlaa.e
terii be-kasii tanhaa mary bebasii tanhaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
duniyaa kii mujh pe laakh navaazish sahii magar
mary taraqqiyo.n me.n tiraa haat bhii to ho
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
may kaa aag lagaataa hu.aa mahiina thaa
ghaTaa ne mujh se miraa aaftaab chhiinaa thaa
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
mummy dhyaan se baahar aayaa jaayaa karo
merii beTii ye mujh ko samjhaatii hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
ammaa.n kha.Dii hai paas me.n thaalii paros kar
barso.n ke baad phir miraa maamaa banaa hai chaa.nd
Madhav Noor
Ghazal
Shaariq Qamar
Ghazal
ajiib daur hai ye daur mary mushkil kaa
savaal me.n hai na ko.ii javaab me.n dam hai
Arshad Lateef
Ghazal
badan mummy thaa nazar barf saa.ns kafuurii
tamaam raat guzaarii hai sard baa.nho.n me.n
Badnam Nazar
Ghazal
Kalim Tahiri
Ghazal
chaa.nd ko bhii kahte hai.n chandaa-maamaa ham
siikhii ye tahziib hai ham ne naanii se
Khan Rizwan
Ghazal
na mummy kii lorii na daadii ke qisse
makaano.n ko kyo.n ghar samajhne lage hai.n