SEARCH RESULTS
Showing search results for "man-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "man-pasand"
Ghazal
bachpan kii man-pasand kahaanii likhegaa kaun
raaja thaa ek ek thii raanii likhegaa kaun
Shagufta Talat Seema
Ghazal
gaa.Dii ke niiche aa gayaa ik baap kaa Guruur
bachcho.n ke man-pasand Gubaare liye hu.e
Babar Zuhrab
Ghazal
mai.n paasbaan-e-baaG-e-haqiiqat se Dar gayaa
so dasht-e-dil kii KHaak u.Daane se mar gayaa
Faisal Fehmi
Ghazal
ye nahii.n Gam ki mai.n paaband-e-Gam-e-dauraa.n thii
ra.nj ye hai ki mirii zaat miraa zindaa.n thii
Ishrat Afreen
Ghazal
vo kaam kiijiye jo pasand aa.e chaar ke
lamhaat-e-musta.aar nahii.n e.atibaar ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
jab bhii paraayaa tel jalaayaa charaaG me.n
paivand tiirgii kaa lagaayaa charaaG me.n
Shah Room Khan wali
Ghazal
hai.n yuu.n to aaj bhii paaband-e-mehr-o-maah magar
hanuuz zehn me.n insaa.n ke raushnii kam hai
Kaleem Saronji
Ghazal
tujh ko hai mujh se pyaar kabhii e'tiraaf kar
yaa kaun hai pasand ye tasviir saaf kar
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
kisii qabaa ko mayassar hai faaKHera honaa
kisii libaas me.n paivand muflisii ke hai.n
Rehana Roohi
Ghazal
hotii hai mujh pe un kii inaayat kabhii kabhii
taasiir jab dikhaatii hai ulfat kabhii kabhii
Saqib Azimabadi
Ghazal
yuusuf to hai kan.aan me.n paaband-e-salaasil
shiishe me.n utartii hai zuleKHaa mere aage
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
aayaa nahii.n hai ab bhii rafuugar havaas me.n
paivand itne lagne the mere libaas me.n
Salman Saeed
Ghazal
qalb-e-hazii.n kii asl haqiiqat-pasand hai
sun dekh baat maan fasaane se mat lagaa
Shahnawaz Ahmad
Ghazal
chalnaa miraa mizaaj hai ruknaa nahii.n pasand
apne liye mai.n raah banaate hu.e chalii
Amrina Qaiser
Ghazal
siidhe mu.nh kuchh vo parii-zaad nahii.n kahtii hai
arz kartaa huu.n to irshaad nahii.n kahtii hai