SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaara"
Ghazal MATCHES FOR "manaara"
Ghazal
junuu.n kii bazm sajii hai isii ke saa.e me.n
ki ham to girne nahii.n de.nge ye manaara-e-shaam
Ain Tabish
Ghazal
jab aa.e safar se to rah-e-'ishq me.n 'sarvat'
vo dasht vo bastii vo manaara nahii.n aayaa
Sarvat Husain
Ghazal
sau baar masKH ho ke bhii ta.amiir-e-zindagii
pur-nuur hai manaara-e-zau-paash kii tarah
Kavish Badri
Ghazal
Riyaz Latif
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa