SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzila"
Ghazal MATCHES FOR "manzila"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
yahaa.n tak aa.e hai.n tai ham do-manzila kar ke
tumhaarii bazm me.n pahu.nche hai.n aaj-kal ke chale
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
sad-manzila vo qasr-e-anaa Dher ho gayaa
ahbaab pul-siraat ke raahii se KHush hu.e
Raoof Khair
Ghazal
zamii.n par mai.n maze se jii rahaa huu.n
makaa.n meraa kahaa.n nau-manzila hai
Hashmat Bhardwaj
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ab kii jo raah-e-mohabbat me.n uThaa.ii takliif
saKHt hotii hame.n manzil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
shaam tanhaa.ii kii hai aa.egii manzil kaise
jo mujhe raah dikhaa de vahii taaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jo ham-safar sar-e-manzil bichha.D rahaa hai 'faraaz'
ajab nahii.n hai agar yaad bhii na aa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
ek ik kar ke hu.e jaate hai.n taare raushan
merii manzil kii taraf tere qadam aate hai.n