SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaale"
Ghazal MATCHES FOR "maqaale"
Ghazal
Priya Tabita
Ghazal
vo faaqa-kashii me.n Gazal likh rahe the
janaaze bhii jin ke maqaale hu.e hai.n
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
mai.n thii ik pe.D havaa le ga.ii suukhe patte
mujh pe ai fasl-e-KHizaa.n tere maqaale ho.nge
Malika Naseem
Ghazal
ka.ii 'unvaan the tahriir-e-tamanna ke asiir
jin pe ashko.n me.n maqaalo.n pe maqaale nikle
Fatima Husaini Makhfi
Ghazal
mutaale.a ho maqaale kaa hai ye haq 'jaaved'
mile na vaqt to lubb-e-lubaab pa.Dh Daale.n
Javed Jamil
Ghazal
bas us ke chashm-o-lab kaa ahaata na ho sakaa
vaise badan kaa zikr maqaale me.n aa gayaa
Riyaz Saghar
Ghazal
jiite jii bhiik bhii ham ko na milii jis ke sabab
baa'd marne ke usii fan pe maqaale hu.e hai.n
Nisar Ahmad Nisar
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
mahaaz-e-ishq se kab kaun bach ke niklaa hai
tuu bach gayaa hai to KHairaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
tamannaa phir machal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
ye mausam bhii badal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
Javed Akhtar
Ghazal
chhalkaa.e hu.e chalnaa KHushbuu lab-e-laalii.n kii
ik baaG saa saath apne mahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
har bhikaarii paa nahii.n saktaa maqaam-e-KHvaajgii
har kas-o-naa-kas ko teraa Gam ataa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
duur se aa.e the saaqii sun ke mai-KHaane ko ham
bas taraste hii chale afsos paimaane ko ham