SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqbare"
Ghazal MATCHES FOR "maqbare"
Ghazal
maqbare bante hai.n zindo.n ke makaano.n se buland
kis qadar auj pe takriim hai insaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
pahle banaa.e aa.nkh me.n KHvaabo.n ke maqbare
phir hasrato.n ko dil me.n dabaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
pahle to merii miTTii se mujh ko kiyaa charaaG
phir mere maqbare pe mujhe rakh diyaa gayaa
Anjum Saleemi
Ghazal
ta.amiir maqbare kii hai laazim bajaa.e-qasr
zar-daaro.n se kaho ki kare.n sarf-e-zar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
ye baat sirf kitaabo.n talak nahii.n 'hamza'
haqiiqatan bhii bane maqbare mohabbat ke
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
merii sadaa ke phuul cha.Dhaate hai.n mujh pe log
zinda to huu.n magar miraa fan maqbare me.n hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Umair Manzar
Ghazal
talaash kar unhe.n ahraam-e-misr kii suurat
hai.n dasht-e-dil me.n ka.ii maqbare mohabbat ke
Hafeez Shahid
Ghazal
Ateeq Anzar
Ghazal
ham apne saamne har lamha marte rahte the
hamaare dil me.n kisii maqbare kaa honaa thaa
Yasmeen Habeeb
Ghazal
jab mai.n thak ke maqbare me.n so ga.ii
phir vahaa.n nekii chale naa.n shar chale
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
log uTh jaa.e.nge un ke tazkire rah jaa.e.nge
ab yahaa.n insaaniyat ke maqbare rah jaa.e.nge
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
chaar ii.nTe.n hu.ii.n kis ke na mahall-e-naKHvat
maqbare aaj salaatiin kii taamiire.n hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ham hai.n hamaaraa shahr hai puKHta makaan hai
kuchh maqbare nasiib-e-KHizaa.n ho ga.e to kyaa
P P Srivastava Rind
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
be-niyaaz in sab se rahte hai.n shahiid
maqbare Gusl-o-kafan apnii jagah
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Ghazal
na jaane kaun pas-e-chashm mar chukaa hogaa
vo aa.nkhe.n jaise kisii maqbare kii jaalii ho.n