SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqtalo.n"
Ghazal MATCHES FOR "maqtalo.n"
Ghazal
ye duniyaa maqtalo.n se kam kahaa.n hai
sabhii ke qatl se naashaad huu.n mai.n
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
zindagii aur maut kaa yuu.n raabta rah jaa.egaa
maqtalo.n ko jaane vaalaa raasta rah jaa.egaa
Shakeel Sarosh
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
badal rahii hai qafas me.n havaa agar 'panchhii'
to maqtalo.n me.n bhii mausam badal rahaa hogaa
Sardar Panchhi
Ghazal
ajiib shaKHs hai vo pyaas ke jaziiro.n kaa
pahan ke dhuup sadaa maqtalo.n me.n rahtaa hai
Sharib Mauranwi
Ghazal
hai lahuu shahiido.n kaa naqsh-e-jaavedaa.n yaaro
maqtalo.n me.n hotii hai aaj bhii azaa.n yaaro
Dilkash Sagari
Ghazal
sar uThaa ke chalne kaa shauq ho jinhe.n 'aKHtar'
vo to daastaano.n yaa maqtalo.n me.n rahte hai.n
Akhtar Kazmi
Ghazal
ko.ii girte gho.De se ye sadaa.e.n detaa hai
baiāato.n ke mausam me.n maqtalo.n ko vaa rakhnaa
Safar Naqvi
Ghazal
abhii na band karo maqtalo.n ke darvaaze
abhii ik aur masiihaa yahaa.n se guzregaa
Azeez Baghravi
Ghazal
Khatir Hafizi
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
aabaad ham aashufta-saro.n se nahii.n maqtal
ye rasm abhii shahr me.n zinda hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se