SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardo.n"
Ghazal MATCHES FOR "mardo.n"
Ghazal
sher mardo.n se hu.aa besha-e-tehqiiq tahii
rah ga.e suufii o mullaa ke Gulaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai jo mardo.n kii tarah rahte the
masKHare ban ga.e darbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
aurat ko samajhtaa thaa jo mardo.n kaa khilaunaa
us shaKHs ko daamaad bhii vaisaa hii milaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
aaj uj.De hu.e logo.n key panah-gaaho.n me.n
mai.n ne mardo.n kii tarah sai.nka.Do.n bande dekhe
Anwar Khan Anwar
Ghazal
ai duKHtar-e-raz shaayad tuu josh me.n aa.ii hai
mu.nh lagtii hai mardo.n ke kyaa shoKH lugaa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
masaa.il se ulajhnaa shaan mardo.n kii sahii lekin
na ho gar tazkira teraa Gazal puurii nahii.n hotii
Faryad Aazar
Ghazal
chehro.n pe likkhe logo.n ke sadme pa.Dhaa karo
qabro.n pe likkhe mardo.n ke katbe pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
vo chhe.Daa kartii hai mardo.n ko raah chalte me.n
KHudaa kisii ko na is darja be-hayaa.ii de
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
Abrar Azmi
Ghazal
dekhe na piir-zaal jahaa.n ko uThaa ke aa.nkh
mardo.n me.n aabruu nahii.n kuchh zan-muriid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
tumhaarii azmat-e-dastaar to tasliim hai naaseh
kaleja raah-e-haq me.n sher mardo.n kaa dahaltaa hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
mardo.n ke the marghaT jahaa.n hai.n zindo.n ke bangle
sunte hai.n ko.ii gor-e-Gariibaa.n na rahegaa
Ata Lucknowi
Ghazal
KHuub rindo.n ne u.Daa.e hai.n maze duniyaa ke
hiiz ko bakr hai mardo.n kii vo madKHuulaa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aap ke 'ishq me.n ham jaa.n se guzar jaa.e.nge
qaul mardo.n kaa hai ye aap kaa vaa'da to nahii.n
Amar Abdabadi
Ghazal
duniyaa-bhar ke mardo.n tho.Dii sharm karo
vajah tumhii.n the jo pardaa iijaad hu.aa