SEARCH RESULTS
Showing search results for "maregii"
Ghazal MATCHES FOR "maregii"
Ghazal
chaa.nd maarii kiijiye lekin gulaabo.n par nahii.n
aaj to KHushbuu maregii kal chaman mar jaa.egaa
Sardar Panchhi
Ghazal
mirii parvaaz kii hasrat yaqiinan zor maaregii
agar u.Dne laguu.n to mere baal-o-par katar denaa
Manish Shukla
Ghazal
guzrii jo idhar se to ghuTan se ye maregii
habs-e-dil-e-vahshii me.n ye purvaa.ii kare kyaa
Sarwat Zehra
Ghazal
aaj phir maa.n mujhe maaregii bahut rone par
aaj phir gaa.nv me.n aaya hai khilaune vaalaa
Nawaz Zafar
Ghazal
ab qudratii aafaat se maKHluuq maregii
kii.Do.n ke liye gosht kii bohtaat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
agar sune to u.Daan bhar kar maregii titlii
jo tum pe likkhaa vo giit gaane se kyaa milegaa
Imran Mahmood Mani
Ghazal
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
kab mahkegii fasl-e-gul kab bahkegaa mai-KHaana
kab sub.h-e-suKHan hogii kab shaam-e-nazar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
pareshaa.n raat saarii hai sitaaro tum to so jaa.o
sukuut-e-marg taarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ho umr-e-KHizr bhii to ho ma.aluum vaqt-e-marg
ham kyaa rahe yahaa.n abhii aa.e abhii chale