SEARCH RESULTS
Showing search results for "martabaan"
Ghazal MATCHES FOR "martabaan"
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
Karamat Ali Karamat
Ghazal
puuchhtii ho hijraa.n kii kaifiyat kidhar Gam hai
martabaan me.n shaayad band hai.n malaal apne
Mansoor Aafaque
Ghazal
ra.ngiin martabaan me.n ye KHush nahii.n to kyaa
kuchh machhliyaa.n udaas to taalaab me.n bhii hai.n
Jatinder Parwaaz
Ghazal
tire mazaaq kii halkii sii ek Thokar se
dayaar-e-ashk kaa ik martabaan TuuT gayaa
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
is ke baGair aap kaa dil sach kahuu.n agar
KHaalii hai martabaan mohabbat kiyaa kare.n
Vineet Aashna
Ghazal
miTTii ke sab zuruuf hai.n piichhe rakhe hu.e
shiishe ke martabaan hai.n aage ba.Dhe hu.e
Naseer Ahmad Nasir
Ghazal
machhliyo.n kaa zindaa.n hai martabaan shiishe kaa
dekh saat ra.ngo.n me.n ye jahaan shiishe kaa
Ahmad Zafar
Ghazal
ye kaun bhuul gayaa un labo.n kaa KHaaka yahaa.n
ye kaun chho.D gayaa gu.D ke martabaan khule
Umair Najmi
Ghazal
bharne lagaa hai aarzii duniyaa se meraa dil
mai.n uubne lagaa huu.n ab is martabaan me.n
Tanmay Mishra
Ghazal
aaj to saaqii mujhe bas jaam-e-KHaalii chaahiye
aa.nsu.o.n se bhar chukaa hai martabaan-e-shaam-e-Gam
Nazr Fatmi
Ghazal
us bhuul jaane vaale ko aa.e.nge yaad ham
Dhakkan nahii.n khule.nge jabhii martabaan ke
Danish Hayat
Ghazal
ye Thiik hai nahii.n martaa ko.ii judaa.ii me.n
KHudaa kisii ko kisii se magar judaa na kare