SEARCH RESULTS
Showing search results for "martii"
Ghazal MATCHES FOR "martii"
Ghazal
ye mohabbat kii kahaanii nahii.n martii lekin
log kirdaar nibhaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ye haadisa tujhe shaayad udaas kar degaa
ki mere saath hii martii hai tere hijr kii shaam
Mohsin Naqvi
Ghazal
aa kar kabhii tuu diid se sairaab kar mujhe
martii nahii.n hai pyaas ki zinda huu.n mai.n abhii
Jahangeer Nayab
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
maddham hu.ii to aur nikhartii chalii ga.ii
zinda hai ek yaad jo martii chalii ga.ii
Ameer Imam
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
kisii ko chaahat aur kisii ko nafrat maartii hai
ko.ii bhii ho use marte to dekhaa nahii.n jaa saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
jism mar saktaa hai aavaaz nahii.n martii hai
yaad rakkhe.n mirii aavaaz dabaane vaale
Aalam Nizami
Ghazal
nayaa banaane kii hasrat kabhii nahii.n martii
na.e sire se na.e ko nayaa banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
roz hii KHalq-e-KHudaa martii hai yaa dobaara
zinda ho jaate hai.n aKHbaar ke maare hu.e log
Mirza Athar Zia
Ghazal
is qadar mujh pe martii hai paglii ko.ii
rone lagtii hai d p haTaane ke baad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
vafuur-e-aarzuu dar-asl zindagaanii hai
tamannaa martii hai tab intiqaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
Muntazir Firozabadi
Ghazal
dar-e-umiid se ho kar nikalne lagtaa huu.n
to yaas rauzan-e-zindaa.n se aa.nkh maartii hai