SEARCH RESULTS
Showing search results for "mary"
Ghazal MATCHES FOR "mary"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun kis kaa Gam khaa.e kaun kis ko bahlaa.e
terii be-kasii tanhaa mary bebasii tanhaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
duniyaa kii mujh pe laakh navaazish sahii magar
mary taraqqiyo.n me.n tiraa haat bhii to ho
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
ajiib daur hai ye daur mary mushkil kaa
savaal me.n hai na ko.ii javaab me.n dam hai
Arshad Lateef
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHush hote hai.n par vasl me.n yuu.n mar nahii.n jaate
aa.ii shab-e-hijraa.n kii tamannaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
paagal hu.e jaate ho 'faraaz' us se mile kyaa
itnii sii KHushii se ko.ii mar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh se tuu puuchhne aayaa hai vafaa ke ma.anii
ye tirii saada-dilii maar na Daale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge