SEARCH RESULTS
Showing search results for "masaam"
Ghazal MATCHES FOR "masaam"
Ghazal
yaa.n har bun-e-masaam me.n KHuunaaba hai ravaa.n
nikle to KHuu.n hii nikle pasiine pe harf hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
masaam naach rahe hai.n mu.aamlat ke liye
guzar ga.ii hai savaal-o-javaab kii manzil
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
bah rahaa thaa lams kaa dariyaa guzashta shab 'qamar'
KHuub ham ne bhii masaam-e-jism us se nam kiye
Qamar Aasi
Ghazal
rage.n lakiire.n ho ga.ii.n masaam nuqte ban ga.e
badan tumhaarii yaad me.n huruuf-e-nazm ho gayaa
Qasim Yaqub
Ghazal
Mahmood Ayaz
Ghazal
masaam chiir ke ugtii hai jism par utran
hamaaraa zahr KHad-o-KHaal se utartaa hai
Rashid Imam
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
mausam-e-bahaar me.n daraKHt piile pa.D ga.e
kisii ko chuum chuum ke gulaab niile pa.D ga.e
Masood Ahmad
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
yuu.nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai