SEARCH RESULTS
Showing search results for "masakne"
Ghazal MATCHES FOR "masakne"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tujhe hai mashq-e-sitam kaa malaal vaise hii
hamaarii jaan thii jaa.n par vabaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
in aa.nkho.n kii mastii ke mastaane hazaaro.n hai.n
in aa.nkho.n se vaabasta afsaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
gungunaate hu.e aur aa kabhii un siino.n me.n
terii KHaatir jo mahakte hai.n shivaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
kabhii kabhii to bahut yaad aane lagte ho
ki ruuThte ho kabhii aur manaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab ise daar pe le jaa ke sulaa de saaqii
yuu.n bahaknaa nahii.n achchhaa tire mastaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
mazaaq-e-diid hii 'sahbaa' agar badal jaa.e
to zindagii kii bahaaro.n kaa haal kyaa hogaa