SEARCH RESULTS
Showing search results for "masalnaa"
Ghazal MATCHES FOR "masalnaa"
Ghazal
ham to ai daur-e-zamaa.n KHaak ke zarre Thahre
tuu to phuulo.n ko bhii qadmo.n me.n masalnaa chaahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
Ajiz Matvi
Ghazal
pur-KHaar rahguzar pe hii chalnaa nahii.n sadaa
KHushiyo.n ko paa.nv paa.nv masalnaa nahii.n sadaa
Sughra Sadaf
Ghazal
kaliyo.n ko gulsitaa.n me.n masalnaa bajaa nahii.n
kaa.nTo.n ko rau.nd dene kii 'aadat bhii chaahiye
Afsar Deccani
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mas.ala huu.n to nigaahe.n na churaa.o mujh se
apnii chaahat se tavajjoh se mujhe hal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e