SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashshaatgii"
Ghazal MATCHES FOR "mashshaatgii"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
mashshaatgii-e-falsafa-e-maGribii na puuchh
zulf-e-KHayaal aur pareshaa.n hai aaj-kal
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
aaj taz.iin-e-jamaal ek fasaana hii sahii
kal ye mashshaatgii-e-husn haqiiqat hii na ho
Mazhar Imam
Ghazal
jin ko mashshaatgii-e-zulf kaa da.avaa thaa bahut
kar ga.e gesuu-e-getii vo pareshaa.n kuchh aur
Ehsan Ali Khan
Ghazal
mashshaatgii-e-shaana bahut silsila-e-jumbaa
tah-daarii-e-sad-zulf-e-avaa.il se bahut duur
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
Aziz Tamannai
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
kyaa kar rahii hai pesha-e-mashshaatgii bahaar
aaraa.ish-e-uruus-e-chaman dekhte chalo
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hai Galat da.avaa-e-mashshaatgii-e-kaakul-e-dahr
gesuu-e-ziist pareshaan yahaa.n aaj bhii hai
Pasha Rahman
Ghazal
mashshaatagi-e-ma.anaa bahut ho chukii 'zafar'
kuchh roz ab ye zulf pareshaa.n bhii chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
suljhegii na mashshaatagii-e-aql-o-KHirad se
vo zulf-e-junuu.n jis ko ki uljhaa.e hu.e hai