SEARCH RESULTS
Showing search results for "maska"
Ghazal MATCHES FOR "maska"
Ghazal
aaGosh-e-tasavvur me.n jab mai.n ne use maskaa
lab-haa-e-mubaarak se ik shor thaa ''bas bas'' kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Imran Azeem
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii marka-e-ruuh-o-badan hai 'mushtaaq'
ishq ke saath zaruurii hai havas kaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
karnaa hai jo sar ma.arka-e-ziist to sun le
be-baazuu-e-haidar dar-e-KHaibar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
baGdaad dillii masco london ke darmiyaa.n
baaruud bhii bichhaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ma.arka garm hai be-taur saa ko.ii har-dam
na ko.ii teG salaamat na sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
phuul ban kar jo jiyaa hai vo yahaa.n maslaa gayaa
ziist ko faulaad ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
kabhii lahuu se bhii taariiKH likhnii pa.Dtii hai
har ek ma.arka baato.n se sar nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
dil ko na puuchh maarka-e-husn-o-ishq me.n
kyaa jaaniye Gariib kahaa.n kaam aa gayaa