SEARCH RESULTS
Showing search results for "maskhare"
Ghazal MATCHES FOR "maskhare"
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai jo mardo.n kii tarah rahte the
masKHare ban ga.e darbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
ye ta.ng-zauq adiibo.n se KHush nahii.n ho.nge
mushaa.ere ke liye masKHare talaash karo
Nafas Ambalvi
Ghazal
tujhe KHabar hii nahii.n hai ai masKHare kuchh log
tire mazaaq u.Daane pe tanz karte hai.n
Salman Zafar
Ghazal
ye inkisaar ke putle ye siim-o-zar kii sanaa
ye masKHare hai.n ki chole me.n gorkan apne
Aamir Suhail
Ghazal
log uTh jaa.e.nge un ke tazkire rah jaa.e.nge
ab yahaa.n insaaniyat ke maqbare rah jaa.e.nge
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
kirdaar masKHare kaa ba.De shauq se kiyaa
sab ko ha.nsaa rahaa huu.n udaasii chhupaa ke mai.n
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
kirdaar masKHare kaa alamiye me.n mil gayaa
KHud par bhii ha.ns ke dekh liyaa KHush hu.aa na jii
Nomaan Shauque
Ghazal
pag.Diyo.n vaale pag.Diyaa.n pak.De.n
masKHare ha.ns ke Topiyaa.n pak.De.n
Mohammad Amir Aawan
Ghazal
masKHare-pan kii bhii had hotii hai ko.ii yaa'nii
log dariyaa.o.n se sailaab talab karte hai.n
Maham Haya Safdar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge