SEARCH RESULTS
Showing search results for "mast-e-baaada-e-ishrat"
Ghazal MATCHES FOR "mast-e-baaada-e-ishrat"
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jo mast-e-jaam-e-baada-e-irfaa.n na ho sakaa
vo jaanvar hii rah gayaa insaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
mastii-e-baada-e-gulfaam se vaabasta rahii
zindagii raqs-e-mai-o-jaam se vaabasta rahii
Arsh Sahbai
Ghazal
hangaama-haa-e-baada-o-paimaana dekh kar
ham ruk ga.e hai.n raah me.n mai-KHaana dekh kar
Arsh Sahbai
Ghazal
to.Duu.ngaa KHum-e-baada-e-a.nguur kii gardan
rakh duu.ngaa vahaa.n kaaT ke ik huur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jab mayassar hai ki shaGl-e-baada-o-miinaa kare.n
kyo.n Gam-e-imroz kyo.n andesha-e-fardaa kare.n
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
mai-kade kii shart daur-e-baada-o-saaGar kii qaid
ek merii tishnagii aur us pe duniyaa bhar kii qaid
Saba Naqvi
Ghazal
ye jaam-o-baada-o-miinaa to sab dilaase hai.n
labo.n ko dekh vahii umr-bhar ke pyaase hai.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mai.n mast-e-baada-e-hubb-e-alii huu.n ai 'anjum'
kabhii bahak na sake jo vo baada-KHvaar huu.n mai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
mariiz-e-baada-e-ishrat ye ik jahaa.n kyuu.n hai
suruur-e-baada ba-qadr-e-KHumaar bhii to nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
nahii.n shaa'ir siyaasat-daa.n hai is ko
shu'uur-e-baada-o-saaGar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hazrat-e-'mast' faqat aaj tumhaare dam se
sohbate.n garm rahaa kartii hai.n maiKHaane kii
Mast Banarsi
Ghazal
kahaa.n se ye kahaa.n 'mast' aa gayaa huu.n
numuud-e-shaam zaahir hai sahar se
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
haasil hai hame.n 'mast' ye me'raaj-e-mohabbat
har vaqt tasavvur me.n haram dekh rahe hai.n