SEARCH RESULTS
Showing search results for "mast-e-baaada-e-ishrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mast-e-baaada-e-ishrat"
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jo mast-e-jaam-e-baada-e-irfaa.n na ho sakaa
vo jaanvar hii rah gayaa insaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
PAGE MATCHES FOR "mast-e-baaada-e-ishrat"
MORE MATCHES FOR "mast-e-baaada-e-ishrat"
Ghazal
hangaama-haa-e-baada-o-paimaana dekh kar
ham ruk ga.e hai.n raah me.n mai-KHaana dekh kar
Arsh Sahbai
Sher
va.ada-e-baada-e-at.har kaa bharosa kab tak
chal ke bhaTTii pe piye.n jur.a-e-irfaa.n kaisaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
to.Duu.ngaa KHum-e-baada-e-a.nguur kii gardan
rakh duu.ngaa vahaa.n kaaT ke ik huur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Sher
mujh ko havas-e-baada-o-saaGar nahii.n saaqii
un mast nigaaho.n kaa bas ik jaam bahut hai
Wafa Shahjahanpuri
Ghazal
jab mayassar hai ki shaGl-e-baada-o-miinaa kare.n
kyo.n Gam-e-imroz kyo.n andesha-e-fardaa kare.n
Rashid Shahjahanpuri
Sher
hujuum-e-baada-o-gul me.n hujuum-e-yaaraa.n me.n
kisii nigaah ne jhuk kar mire salaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
mai-kade kii shart daur-e-baada-o-saaGar kii qaid
ek merii tishnagii aur us pe duniyaa bhar kii qaid
Saba Naqvi
Ghazal
ye jaam-o-baada-o-miinaa to sab dilaase hai.n
labo.n ko dekh vahii umr-bhar ke pyaase hai.n