SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastii-e-shauq"
Ghazal MATCHES FOR "mastii-e-shauq"
Ghazal
mastii-e-shauq sambhalne nahii.n detii 'ishqii'
jaam lab tak nahii.n aataa ki chhalak jaataa hai
Shahid Ishqi
Ghazal
Shauq Dehlvi Makki
Ghazal
masti-e-shauq me.n bhii band-e-qabaa baa.ndhtaa huu.n
ye mire chaak-garebaan kii hushiyaarii hai
Asif Bilal
Ghazal
manzile.n zer-e-qadam jald simaT aa.e.ngii
jazba-e-'shauq' zaraa aur ba.Dhaa.o yaaro
Shauq Salki
Ghazal
chaak-pairaahanii-e-gul ko sabaa jaantii hai
mastii-e-shauq kahaa.n band-e-qabaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
vo intizaar kii lazzat bhii le gayaa ai 'shauq'
havaa ke gho.De pe zaalim savaar kyuu.n aayaa
Shauq Qidvai
Ghazal
KHudaa kaa shukr hai ai 'shauq' ab bhii zinda huu.n
sataa rahaa hai zamaane se ye zamaana mujhe
Shauq Jalandhari
Ghazal
ai 'shauq' kahe detii hai kuchh shakl KHamoshii
chup kyuu.n ho agar dil me.n ko.ii raaz nahii.n hai
Shauq Qidvai
Ghazal
KHudaa kaa shukr hai ai 'shauq' ab bhii zinda huu.n
sataa rahaa hai zamaane se ye zamaanaa mujhe
Shauq Jalandhari
Ghazal
kabhii na shauq-e-safar kam hu.aa miraa ai 'shauq'
na.e safar ke iraade mirii thakaan me.n the
Shauq Jalandhari
Ghazal
dostii yuu.n to hai is shahr me.n sab se lekin
apne dushman kaa bhii ai 'shauq' pataa rakhtaa huu.n
Shauq Jalandhari
Ghazal
iz.haar-e-vafaa hai to kis ummiid pe ai 'shauq'
tuu daad-talab us se ki bedaad-talab hai