SEARCH RESULTS
Showing search results for "mataa-e-ulfat"
Ghazal MATCHES FOR "mataa-e-ulfat"
Ghazal
naaseho ham to KHariide.nge mataa-e-ulfat
tum ko kyaa faa.eda hotaa hai zarar hone do
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
mai.n us ko suurat-e-KHargaah-o-KHema huu.n 'ulfat'
miraa sanam mujhe misl-e-tanaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
rashk aataa hai mujhe rasm-e-vafaa par 'ulfat'
bevafaa honaa yahaa.n shart-e-vafaa hai ab bhii
Jawed Ulfat
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
mile hai.n hijr ke lamhe mataa’-e-ulfat me.n
luTaa.e baiThe hai.n dil ke qaraar kaa mausam
Saulat Bano
Ghazal
dekhiye haal-e-pareshaa.n ko ulaT kar 'ulfat'
ham kisii maazii ke kho.e hu.e aa.inda hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
'fazaa' mataa-e-qalam ko sa.nbhaal kar rakkho
ki aaftaab isii durj-e-guhar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n apne daa’vaa-e-ulfat se aaj baaz aayaa
guzar ga.ii hai magar sharmsaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
bolii ko.ii lagaa.e to mehr-o-KHuluus kii
ham KHud ko bech de.nge mataa’-e-hunar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kabhii dekhaa thaa ham ne 'shaan' un ko
mataa-e-dil vahii ra.anaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'fazaa' charaaG-o-shafaq dono.n rahzano.n kii mataa.a
jo KHair chaaho to raste me.n shaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dars-e-ulfat hai zamaane ke liye meraa junuu.n
shauq se ahl-e-basiirat mujh ko diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
aatish-e-ulfat kii dha.Dkan ba.Dh ga.ii
gir pa.Daa dil sho'la-e-ruKHsaar me.n