SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauj-e-ruud-e-ga.ngaa"
Ghazal MATCHES FOR "mauj-e-ruud-e-ga.ngaa"
Ghazal
jo gard saath na u.Dtii safar na yuu.n kaTtaa
Gubaar-e-raahguzar mauj-e-baal-o-par niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye mauj taa-ki safiine ko garm-rau rakkhe
kuchh aag KHema-e-aab-e-ravaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baiThaa hai 'mauj' bazm me.n is kaa bhii kar KHayaal
pahluu me.n tere dard-e-mohabbat liye hu.e
Mauj Rampuri
Ghazal
hai is ko faqat apnii hii azraa kaa junuu.n
ye 'mauj' bhii ai dosto vaamiq niklaa
Mauj Rampuri
Ghazal
muTThii me.n jaka.D rakkhaa hai har mauj-e-ravaa.n ko
betaab samundar ko uchhalne nahii.n dete
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
siine me.n maujzan nahii.n tuufaan-e-aarzuu
Takraa.e kis se mauj ki saahil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
ai 'mauj' merii kashtii-e-ulfat vahii.n rahii
tuufaan mere chaaro.n taraf se guzar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
maujzan rahtaa thaa tuufaan-e-uKHuuvat ai 'mauj'
dil me.n tuufaan mohabbat kaa basaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ai 'mauj' sukuu.n-baKHsh hai.n amvaaj-e-mohabbat
aaGosh me.n tuufaa.n ke bhii aaraam bahut hai
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ai 'mauj' balaa-KHez hai dariyaa-e-mohabbat
tuufaan kaa aalam hai jidhar dekh rahaa huu.n
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
KHudaa pe chho.D ke ai 'mauj' kashtii-e-ulfat
sukuun paa ga.e fikr-e-ma.aal se bhii ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
'mauj' bahr-e-ulfat me.n laazmii hai.n Gavvaasii
Garq hone vaale hii paar bhii utarte hai.n