SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehfil"
Ghazal MATCHES FOR "mehfil"
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye kaun log hai.n maujuud terii mahfil me.n
jo laalacho.n se tujhe mujh ko jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab ke kuchh aisii sajii mahfil-e-yaaraa.n jaanaa.n
sar-ba-zaanuu hai ko.ii sar-ba-garebaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai tirii mahfil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
dekhte hii mujhe mahfil me.n ye irshaad hu.aa
kaun baiThaa hai use log uThaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Gazab thii kasrat-e-mahfil ki mai.n ne dhoke me.n
hazaar baar raqiibo.n ko ham-kanaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
terii mahfil kaa bharam rakhte hai.n so jaate hai.n
varna ye log to bedaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ek mahfil me.n ka.ii mahfile.n hotii hai.n shariik
jis ko bhii paas se dekhoge akelaa hogaa