SEARCH RESULTS
Showing search results for "mera"
Ghazal MATCHES FOR "mera"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
apnaa la.Dnaa bhii mohabbat hai tumhe.n ilm nahii.n
chiiKHtii tum rahii aur meraa galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mujh me.n rahtaa hai ko.ii dushman-e-jaanii meraa
KHud se tanhaa.ii me.n milte hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnii sachchaa.ii se mujh se zindagii ne kah diyaa
tuu nahii.n meraa to ko.ii duusraa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil sa.ng-e-malaamat kaa har-chand nishaanaa hai
dil phir bhii miraa dil hai dil hii to zamaanaa hai