SEARCH RESULTS
Showing search results for "mere humsafar ebo"
Ghazal MATCHES FOR "mere humsafar ebo"
Ghazal
ham-safar ab mire pahluu me.n miraa dil na rahaa
jis me.n tuu garm-e-safar thaa vahii mahmil na rahaa
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat dil ne itnaa hii kahaa ro kar ki bas
ab phir aane kii mire tuu aarzuu mat kiijiyo
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
rone ko mere jaldii Tuk dekh khol aa.nkhe.n
ab tak hai chashm merii namnaak ho sake hai
Meer Hasan
Ghazal
paa.nv meraa kalba-e-ahzaa.n me.n ab rahtaa nahii.n
rafta rafta us taraf jaane kii mujh ko lat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kap.De gale ke mere na ho.n aab-diida kyuu.n
maanind-e-abr diida-e-tar ab to chhaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mere huzuur sham.a ne girya jo sar kiyaa
royaa mai.n is qadar ki mujhe aab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab sa.ii kar sip.har ki mere muu.e ga.e
us kaa mizaaj mehr pe aayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tab to mujhe kiyaa thaa tiiro.n se said apnaa
ab karte hai.n nishaana har mere ustuKHvaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
naa kisii se paas mere yaar kaa aanaa gayaa
bas gayaa mai.n jaan se ab us se ye jaanaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ifraat-e-shauq me.n to ruuyat rahii na mutlaq
kahte hai.n mere mu.nh par ab shaiKH-o-shaab kyaa kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n aur qais o kohkan ab jo zabaa.n pe hai.n
maare ga.e hai.n sab ye gunahgaar ek tarah
Meer Taqi Meer
Ghazal
din-raat merii aa.nkho.n se aa.nsuu chale ga.e
barsaat ab ke shahr me.n saare baras rahii