SEARCH RESULTS
Showing search results for "milansaar"
Ghazal MATCHES FOR "milansaar"
Ghazal
ai baaG-e-dil ke milansaar baaGbaan-e-za.iif
daraKHt dene lage hai.n samar kahaa.n ho tum
Yaseen Zameer
Ghazal
vaqt kii dhu.nd me.n mumkin hai bichha.D jaa.egaa
aadmii jo hai milansaar chalo dekhe.nge
Aziz Khan Aziz
Ghazal
bhuule se bhii na aa.e kisii roz mere ghar
mai.n kaise maan luu.n ki milansaar tum bhii ho
Sayeed Ahsan
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
tere had-darja taGaaful se ye mai.n samjhaa huu.n
is jaziire kii fazaa itnii milansaar nahii.n
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kabhii mujh se bhii ko.ii jhuuTh bolo
mai.n haa.n me.n haa.n milaanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
jaate hu.e sabhii se milaayaa thaa us ne haath
aur sab me.n mai.n bhii thaa so milaanaa pa.Daa use
Ahmad Tariq
Ghazal
ai kaash ko.ii kah de us chashm-e-fusuu.n-gar se
nazro.n kaa churaanaa hii nazro.n kaa milaanaa hai
Sarwar Alam Raz
Ghazal
is mulaaqaat me.n jo Gair-zaruurii ho jaa.e
yaad rahtaa hai kise haath milaanaa mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
tum to KHuub vaaqif ho ab tumhii bataa.o naa
kis me.n kyaa milaanaa hai kis se kyaa alag rakhnaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
har aadmii se tabii'at to mil nahii.n saktii
magar ye haath to phir bhii milaanaa pa.Dtaa hai