SEARCH RESULTS
Showing search results for "mis"
Ghazal MATCHES FOR "mis"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dil-e-bedaar faaruuqii dil-e-bedaar karraarii
mis-e-aadam ke haq me.n kiimiyaa hai dil kii bedaarii
Allama Iqbal
Ghazal
kamre me.n jo ha.nstii hu.ii aa.ii mis-e-ra.anaa
teacher ne kahaa ilm kii aafat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
kyaa Gazab hai nigah-e-mast-e-mis-e-baada-farosh
shaiKH faanii me.n hu.aa ra.ng-e-javaanii paidaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
yahii bahut hai ki us ne mujhe bhii miss to kiyaa
ye lams mujh me.n abhii tak rachaa hu.aa to hai
Iftikhar Naseem
Ghazal
achchhii miss hai ko.ii miss call na message ko.ii
apnii sim le le mobile mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
ho KHaak raah-e-ishq me.n taa-qadr ho tirii
mis ke tilaa banaane ko iksiir shart hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
hazrat-e-dil jo kisii miss ke havaale hote
jitne gore hai.n muqarrar mire saale hote
Master Basit Biswani
Ghazal
kyaa kyaa na miss kiyaa tujhe mai.n ne firaaq me.n
lekin tirii kamii jo tire ruu-ba-ruu lagii
Rahman Hafeez
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
gar zindagii me.n mil ga.e phir ittifaaq se
puuchhe.nge apnaa haal tirii bebasii se ham