SEARCH RESULTS
Showing search results for "mismaar"
Ghazal MATCHES FOR "mismaar"
Ghazal
zaraa sii baat hai is kaa tamaashaa kyaa banaa.e.n ham
iraade TuuTte hai.n hausle mismaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
sub.h hote hii ubhar aatii hai saalim ho kar
vahii diivaar jise roz mai.n mismaar karuu.n
Nida Fazli
Ghazal
TuuTe but masjid banii mismaar but-KHaana hu.aa
jab to ik suurat bhii thii ab saaf viiraana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
to.D ke rakh diye baaqii to anaa ne saare
but bas ik apnaa hii mismaar kiyaa jaanaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
din ko mismaar hu.e raat ko taamiir hu.e
KHvaab hii KHvaab faqat ruuh kii jaagiir hu.e
Sabir Zafar
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
pahle ik shahr tirii yaad se aabaad kiyaa
phir usii shahr ko mismaar kiyaa hai mai.n ne
Shakeel Azmi
Ghazal
kare jo ko.ii to mismaar hii nahii.n hotii
na jaane kaun se miTTii kii zaat bantii hai
Tarkash Pradeep
Ghazal
nii.nd vo ret kii diivaar ki mismaar hu.ii
apnii aa.nkho.n me.n chhupaa rakkhaa hai sahraa apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
tamaam shahr ko mismaar kar rahii hai hu.aa
mai.n dekhtaa huu.n vo mahfuuz kis makaa.n me.n hai
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
har KHvaab ke makaa.n ko mismaar kar diyaa hai
behtar dino.n kaa aanaa dushvaar kar diyaa hai