SEARCH RESULTS
Showing search results for "miyaan-e-kaaf-o-nuun"
Ghazal MATCHES FOR "miyaan-e-kaaf-o-nuun"
Ghazal
ilm KHaaliq kaa KHazaana hai miyaan-e-kaaf-o-nuun
ek kun kahne se ye kaun-o-makaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
lafzo.n me.n un kaa naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa.ii de
na.at-e-nabii kahuu.n to madiina dikhaa.ii de
Rehana Qamar
Ghazal
Suhail Ahmad Farooqi
Ghazal
jo tere naqsh-e-kaf-e-paa pe chal ga.e hote
to mehr-o-maah se aage nikal ga.e hote
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
reg-e-ravaa.n pe naqsh-e-kaf-e-paa na dekhnaa
aa.iina-e-zamiir me.n chehraa na dekhnaa
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
raah me.n suurat-e-naqsh-e-kaf-e-paa rahtaa huu.n
har gha.Dii ban.ne biga.Dne ko pa.Daa rahtaa huu.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye dekh mire naqsh-e-kaf-e-paa mire aage
aage bhii kahaa.n jaataa hai rasta mire aage
Abbas Tabish
Ghazal
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
jis zamii.n par tiraa naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
ek ik zarra vahaa.n qibla-numaa hotaa hai
Hari Chand Akhtar
Ghazal
bajaa ki naqsh-e-kaf-e-paa pe sar bhii rakhnaa hai
magar buland maqaam-e-nazar bhii rakhnaa hai
Waqar Manvi
Ghazal
miraa hii naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa.ii detaa hai
tire nagar kaa ye rasta dikhaa.ii detaa hai
Mohan Seerat Ajmeri
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Mueen Hasan Maikash
Ghazal
puuchhaa jo us se hastii-e-aalam ke raaz ko
zaalim ne apnaa naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa diyaa
Bekhud Mohani
Ghazal
puuchhaa jo us se hastii-e-aalam ke raaz ko
zaalim ne apnaa naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa diyaa
Bekhud Mohani
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ik fareb-e-diid hai husn-e-bahaar-o-gulsitaa.n
ik tilism-e-aab-o-gil hai ye jahaan-e-kaaf-o-nuu.n
Asar Bahraichi
Ghazal
jis dar pe tiraa naqsh-e-kaf-e-paa na rahegaa
rindo.n ke liye qaabil-e-sajdaa na rahegaa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
vo aadmii ki jo mahmil thaa aaftaabo.n kaa
ba-qadr-e-yak-do kaf-e-KHaak-e-rahguzar niklaa