SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizaaj-e-muqaddas"
Ghazal MATCHES FOR "mizaaj-e-muqaddas"
Ghazal
janaab-e-shaiKH jii saahib mai.n ek arz karuu.n
agar mizaaj-e-muqaddas pe naagavaar na ho
Aish Dehlvi
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek manzar par nazar Thahre to Thahre kis tarah
ham mizaaj-e-gardish-e-ayyaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mizaaj-e-ahl-e-dil kii imtiyaazii shaan to dekho
jo dushman jaan-o-dil kaa hai usii se pyaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
jin ko rah ke kaa.nTo.n me.n KHush-mizaaj honaa thaa
vo maqaam-e-gul paa kar be-dimaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa ra.ng-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa rang-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ai shaiKH tuul-e-riish-e-muqaddas ghaTaa.iye
had se ziyaada jo hai usii par azaab hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
chaaro.n taraf hai KHuun kaa dariyaa cha.Dhaa hu.aa
kashmiir sar-zamiin-e-muqaddas rodesia
Maratib Akhtar
Ghazal
aa.o mizaaj-e-pursi-e-diivaar-o-dar kare.n
muddat se ham the qaid ab in kii KHabar le.n ham
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
mizaaj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchaane
jo tujh ko dekh ke aa.e vo ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
zaraa sii der ko baarish rukii thii shaaKHo.n par
mizaaj-e-sosan-o-sarv-o-saman badalne lagaa
Parveen Shakir
Ghazal
yahii ki aur bhii rusvaa kare.nge insaa.n ko
mizaaj-e-shaiKH-o-dil-e-barhaman se kyaa hogaa
Saifi Premi
Ghazal
paimaana-o-subuu kii zaruurat nahii.n rahii
mujh ko mizaaj-e-saaqii-e-mai-KHaana mil gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
shikva sun kar jo mizaaj-e-but-e-bad-KHuu badlaa
ham ne bhii saath hii taqriir kaa pahluu badlaa