SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohabbato.n"
Ghazal MATCHES FOR "mohabbato.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mohabbato.n kaa safar is tarah bhii guzraa thaa
shikasta-dil the musaafir shikasta-paa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
mohabbato.n me.n dikhaave kii dostii na milaa
agar gale nahii.n miltaa to haath bhii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
mohabbato.n me.n ajab hai dilo.n ko dha.Dkaa saa
ki jaane kaun kahaa.n raasta badal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
mohabbato.n me.n to milnaa hai yaa uja.D jaanaa
mizaaj-e-ishq me.n kab e'tidaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
har-suu lage.nge mujh se sadaaqat ke ishtihaar
har-suu mohabbato.n ke sabaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
gulaab haath me.n ho aa.nkh me.n sitaara ho
ko.ii vajuud mohabbat kaa isti.aara ho
Parveen Shakir
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
mohabbato.n ke dino.n kii yahii KHaraabii hai
ye ruuTh jaa.e.n to phir lauT kar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
mohabbato.n ke safar par nikal ke dekhuu.ngaa
ye pul-siraat agar hai to chal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
taaza mohabbato.n kaa nasha jism-o-jaa.n me.n hai
phir mausam-e-bahaar mire gulsitaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
kahaa.n savaab kahaa.n kyaa azaab hotaa hai
mohabbato.n me.n kab itnaa hisaab hotaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
chaahaa to chaahato.n kii hado.n se guzar ga.e
nashsha mohabbato.n kaa utarne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
hamaarii aa.nkho.n ko mailaa to kar diyaa hai magar
mohabbato.n me.n chamak aa.nsu.o.n se aatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
tamaam umr isii kaam me.n rahe masruuf
har ek dil me.n mohabbat kaa dar banaayaa jaa.e