SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohammad rafi"
Ghazal MATCHES FOR "mohammad rafi"
Ghazal
yaqii.n kaise kaise gumaa.n kaise kaise
hai.n aabaad mujh me.n jahaa.n kaise kaise
Mohammad Rafi
Ghazal
apne kaa hai gunaah begaane ne kyaa kiyaa
is dil ko kyaa kahuu.n ki divaane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dildaar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Gunche se muskuraa ke use zaar kar chale
nargis ko aa.nkh maar ke biimaar kar chale
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dil me.n tire jo ko.ii ghar kar gayaa
saKHt muhim thii ki vo sar kar gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kahte hai.n log yaar kaa abruu pha.Dak gayaa
teGaa saa kuchh nazar me.n hamaarii sa.Dak gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ve suurate.n ilaahii kis mulk bastiyaa.n hai.n
ab dekhne ko jin ke aa.nkhe.n tarastiyaa.n hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
bulbul ne jise jaa ke gulistaan me.n dekhaa
ham ne use har KHaar-e-bayaabaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
maqduur nahii.n us kii tajallii ke bayaa.n kaa
juu.n sham.a saraapaa ho agar sarf zabaa.n kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
naaseh ko jeb siine se fursat kabhuu na ho
dil yaar se phaTe to kisii se rafuu na ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ai diida KHaanumaa.n tuu hamaaraa Dubo sakaa
lekin Gubaar yaar ke dil se na dho sakaa