SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohmal"
Ghazal MATCHES FOR "mohmal"
Ghazal
mohmal hai na jaane.n to, samjhe.n to vazaahat hai
hai ziist faqat dhokaa aur maut haqiiqat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hakeem Manzoor
Ghazal
baa-ma.aniyo.n se bach ke mohmal kii raah pak.Dii
ham ne bil-aaKHir apne jangal kii raah pak.Dii
Farhat Ehsas
Ghazal
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
uqda-e-ishq ajab uqda-e-mohmal hai 'firaaq'
kabhii laa-hal kabhii mushkil kabhii aasaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zamiin-e-fikr me.n lafzo.n ke jangal chho.D jaanaa
Gazal me.n apnii ko.ii sher mohmal chho.D jaanaa
Mubarak Ansari
Ghazal
laa.o to sirr-e-dahr ke mafhuum kii KHabar
uqda agarche ko.ii bhii mohmal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
ik kitaab-e-sad-hunar tashriih-e-zaa.il kaa shikaar
ek mohmal baat jaaduu kaa asar kartii hu.ii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
har ek ghar me.n kisii ajnabii saa rahtaa huu.n
kisii kii aql me.n aataa nahii.n ye mohmal mai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
harf mohmal saa ko.ii haath pe us ke rakh do
qaht kaisaa hai ki har saa.ns savaalii jaa.e
Ahmad Shanas
Ghazal
mai.n huu.n ik lafz tarastaa huu.n magar ma.anii ko
rashk se dekhtaa huu.n taabe-e-mohmal kii taraf