SEARCH RESULTS
Showing search results for "moram"
Ghazal MATCHES FOR "moram"
Ghazal
dariyaa baaluu moram Dho kar laataa hai
mai.n us kaa sab maal u.Daa le aataa huu.n
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
yuu.n bahaar aa.ii hai is baar ki jaise qaasid
kuucha-e-yaar se be-nail-e-maraam aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chaahiye darmaan-e-riish-e-dil bhii teG-e-yaar se
maram-e-za.ngaar hai vo vasma-e-abruu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
man turaa haajii bagoyam tuu moraa haajii bago
shaa.iraan-e-pesha-var ye mashGala karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
lauT aa.e hai.n shafaq se log be-niil-e-muraam
ra.ng palko.n se uThaa laa.e magar tere najiib
Ali Akbar Natiq
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
lauTte kyaa tere maiKHaane se be-nail-e-maraam
mai na haath aa.ii to Gam se bhar chale paimaana ham
Asif Banarsi
Ghazal
chhupaa.e aarzuu-e-dil gayaa tire dar tak
tavaaf-e-ka.aba-e-maqsuud be-maraam rahaa