SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.aavza"
Ghazal MATCHES FOR "mu.aavza"
Ghazal
mai.n apne bachcho.n kii KHaatir hii jaan de detaa
magar Gariib kii jaa.n kaa mu.aavza kam hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
ajiib shaKHs thaa lauTaa gayaa miraa sab kuchh
mu.aavza na liyaa dekh-bhaal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
tirii zamiin pe kartaa rahaa huu.n mazduurii
hai suukhne ko pasiina mu.aavza hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
chaa.e ke ek cup kaa yahii hai mu.aavza
yaaro.n ko ahd-e-rafta ke qisse sunaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
sunaa hai us kii tiirgii pe note vaarte hai.n log
hame.n bhii raushnii kaa kuchh mu.aavza milaa kare
Anurag Arsh
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
khulii havaa ke sivaa baaGbaa.n se kyaa maa.nguu.n
mu'aavza nahii.n lete tuyuur gaane kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
jannat sii ko.ii chiiz ho Gam kaa mu.aavza
be-shak sukuu.n yahaa.n na ho lekin vahaa.n to ho
Charagh Barelvi
Ghazal
un kaa mu'aavza bhii adaa karnaa hai mujhe
jo khii.nchte rahe hai.n mirii khaal road par
Imtiyaz Anjum
Ghazal
un kaa mu'aavza bhii adaa karnaa hai mujhe
jo khii.nchte rahe hai.n mirii khaal road par
Imtiyaz Anjum
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
ik pal me.n ik sadii kaa mazaa ham se puuchhiye
do din kii zindagii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
aate jaate hai.n ka.ii rang mire chehre par
log lete hai.n mazaa zikr tumhaaraa kar ke
Rahat Indori
Ghazal
be-talab de.n to mazaa us me.n sivaa miltaa hai
vo gadaa jis ko na ho KHuu-e-savaal achchhaa hai