SEARCH RESULTS
Showing search results for "mud mud ke na de"
Ghazal MATCHES FOR "mud mud ke na de"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo shaKHs kaun thaa mu.D mu.D ke dekhtaa thaa mujhe
akelaa baiTh ke pahro.n jo sochtaa thaa mujhe
Khalid Raheem
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mu.D-mu.D ke kise dekhtaa thaa ko.ii nahii.n thaa
chhuuTe hu.e logo.n me.n miraa ko.ii nahii.n thaa
Nand Kishore Anhad
Ghazal
aavaaz de rahaa hai yahii vaqt kaa naqiib
mu.D mu.D ke ab na saaya-e-diivaar dekhiye
Abid Akhtar
Ghazal
kisii ne mu.D ke na dekhaa kisii ne daad na dii
lahuuluhaan labo.n par mire bhii naGma thaa
Aslam Habeeb
Ghazal
tuu jaan lenaa ki aa.nsuu chhupaa rahaa hogaa
agar vo mu.D ke na dekhe yahaa.n se jaate hu.e
Shaukat Fahmi
Ghazal
ek to mu.D ke na jaane kii aziyyat thii bahut
aur us par ye sitam ko.ii pukaaraa bhii nahii.n
Abbas Tabish
Ghazal
hamii.n ko mu.D ke na dekhaa hamii.n se kuchh na kahaa
is ehtiyaat se ham zindagii ke saath chale
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
apnii aa.nkho.n ke sadaf ko husn kaa gauhar na de
shaam kii viiraaniyaa.n de sub.h kaa manzar na de
Abdul Matin Jami
Ghazal
yaa rab mu.aaf kar ke na de karb-e-infi.aal
mai.n ne KHataa.e.n kii hai.n sazaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
jab chale suu-e-lahad mu.D ke na dekhaa ghar ko
aise ruuThe ki kisii se bhii manaa.e na ga.e