SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudgam"
Ghazal MATCHES FOR "mudgam"
Ghazal
raushnii aisii ajab thii ra.ng-bhuumii kii 'nasiim'
ho ga.e kirdaar mudGam kirshn bhii raadhaa lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
vaqt bhii ab miraa marham nahii.n hone paataa
dard kaisaa hai jo maddham nahii.n hone paataa
Sarwat Zehra
Ghazal
qalb me.n KHvaahishe.n mudGam nahii.n karne vaale
maa-sivaa rab kahii.n sar KHam nahii.n karne vaale
Zoya Shaikh
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
be-taabii-e-Gam-haa-e-daruu.n kam nahii.n hogii
ye aag to ab tum se bhii maddham nahii.n hogii
Shahzad Ahmad
Ghazal
kal ke lamhe aaj ke lamho.n me.n mudGam ho ga.e
dekhnaa aa.nkho.n me.n ab jalva-numaa tahriik hai
Aslam Emadi
Ghazal
jamaal-e-sub.h-e-vatan aa.nso.o.n me.n mudGam hai
uruus-e-fasl bahaaraa.n kii aa.nkh pur-nam hai
Muslim Shameem
Ghazal
hamaare shahr ke har sach me.n jhuuT mudGam hai
yahaa.n safed-o-siyah kii tamiiz mub.ham hai
Hidayatullah
Ghazal
dil me.n jo baat hai ik-duuje se khul kar kah de.n
kab talak baat hamaarii bhalaa mub.ham hogii
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
mohabbat aisii shiirii.n shai hai jis me.n
hazaaro.n talKHiyaa.n mudGam hai.n yaaro
Sarwar Abidi
Ghazal
Rajesh Kumar Auj
Ghazal
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ye kis KHamiir me.n mudGam kiyaa gayaa hai mujhe
ba.De kamaal se mub.ham kiyaa gayaa hai mujhe
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mile.n jab un se to mub.ham sii guftuguu karnaa
phir apne aap se sau sau vazaahate.n karnii