SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujarrad"
Ghazal MATCHES FOR "mujarrad"
Ghazal
tajdiid-e-misaalii me.n hai tafriid-e-mujarrad
tauhiid hai ye aur hai.n be-sarfa KHayaalaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
auqaat mujarrad kii kis tarah basar hove
ja.ngal hai ye biktii hai yaa.n naan nahaarii kyaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
miltaa jo ko.ii Tuk.Daa is charKH-e-zabarjad me.n
paivand lagaa detaa mai.n nafs-e-mujarrad me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
har baar na.e shauq se hai arz-e-tamannaa
sau baar bhii ham kah ke mukarrar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
yaa-rab zamaana mujh ko miTaataa hai kis liye
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar nahii.n huu.n mai.n