SEARCH RESULTS
Showing search results for "mumbai"
Ghazal MATCHES FOR "mumbai"
Ghazal
ahbaab rishte-daar sabhii mumbai me.n hai.n
lekin dilo.n ke beach ba.De faasle hai.n yaar
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
ek shai kaa naam jo batlaa.e us kaa naam ho
apnii galiyo.n me.n nahii.n hai mumbai sii chaal bhar
Badr Wasti
Ghazal
tuu ne ai mumbai jo kuchh bhii diyaa hai mujh ko
vo miraa shahr to sadiyo.n bhii na de paa.e mujhe
Mohsin Sahil
Ghazal
paimaana gar nahii.n hai to is tarh naap le
jo faasla hai mumbai tahraan 'ishq hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
bamba.ii ko to mumbai me.n badal sakte ho lekin
bhopal to har haal me.n bhopal rahegaa
Dard Sironji
Ghazal
dil mudda.ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
hotaa hai zard sun ke jo naamard mudda.ii
rustam kii daastaa.n hai hamaaraa fasaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
zamaana dekhtaa huu.n kyaa karegaa mudda.ii ho kar
nahii.n bhii ho to bismillaah mere mudda.aa tum ho
Sarshar Sailani
Ghazal
be-zaar jaan se jo na hote to maa.ngte
shaahid shikaayato.n pe tirii mudda.ii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haal-e-dil yaar ko mahfil me.n sunaa.uu.n kyuu.n kar
mudda.ii kaan udhar aur idhar rakhte hai.n