SEARCH RESULTS
Showing search results for "munnuu"
Ghazal MATCHES FOR "munnuu"
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
na jaane kyaa hai kisii kii udaas aa.nkho.n me.n
vo mu.nh chhupaa ke bhii jaa.e to bevafaa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sharmaa ke mu.nh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mo.D pe qismat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte