SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazim"
Ghazal MATCHES FOR "muntazim"
Ghazal
vo muntazim hai rahe jis kii juz-o-kul pe nazar
na kar sake ko.ii guu.ngiir kaarobaar me.n luuT
Habeeb Moosavi
Ghazal
bane hai.n aaj vahii muntazim gulistaa.n ke
ki jin ko farq-e-bahaar-o-KHizaa.n nahii.n ma.aluum
Raghunath Sahai
Ghazal
Gairo.n ne baiThne na diyaa jab kahii.n mujhe
mai.n anjuman me.n muntazim-e-anjuman hu.aa
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
ai muntazim-e-hastii ik chhoTii sii KHvaahish hai
us din mujhe jiine de jis roz qazaa aa.e
Haleem Qureshi
Ghazal
muntazim Gair hu.e laash tire dar se uThii
haif ghar se na magar tuu pa.e-saamaa.n niklaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
muntazir huu.n ki sitaaro.n kii zaraa aa.nkh lage
chaa.nd ko chhat pe bulaa luu.ngaa ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
sab apne apne qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab kaun muntazir hai hamaare liye vahaa.n
shaam aa ga.ii hai lauT ke ghar jaa.e.n ham to kyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
sab dost mire muntazir-e-parda-e-shab the
din me.n to safar karne me.n diqqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
havas-nasiib nazar ko kahii.n qaraar nahii.n
mai.n muntazir huu.n magar teraa intizaar nahii.n