SEARCH RESULTS
Showing search results for "murGaa"
Ghazal MATCHES FOR "murGaa"
Ghazal
suuraj ko cho.nch me.n liye murGaa kha.Daa rahaa
khi.Dkii ke parde khii.nch diye raat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
nairangii-e-hayaat ke qurbaan jaa.iye
murGii ke badle anDo.n pe murGaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
par phailaa.e murGaa bolaa miir-'ayaaz'
jaagaa mere man kaa gaa.nv shaam ga.e
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
chhuTTii kaa din hai chaahiye jaise guzaariye
murGaa la.Daa.iye ki kabuutar u.Daa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
murGaa pa.Dos kaa hai chhurii is pe pher do
samjho na Gair kaa ise apnaa hii maal hai
Iqbal Firdausi
Ghazal
T N Raaz
Ghazal
KHudaa kii itnii ba.Dii kaa.enaat me.n mai.n ne
bas ek shaKHs ko maa.ngaa mujhe vahii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
gar dil ko bas me.n paa.e.n to naaseh tirii sune.n
apnii to marg-o-ziist hai us bevafaa ke haath