SEARCH RESULTS
Showing search results for "murabbe"
Ghazal MATCHES FOR "murabbe"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii murabbe me.n ik musallas pha.nsaa hu.aa hai
kisii musallas me.n daa.ero.n kaa jamaav.Daa hai
Sagar Sarfaraz
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
allaah bachaa.e maraz-e-ishq se dil ko
sunte hai.n ki ye aariza achchhaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
kis kii aa.nkhe.n dam-e-aaKHir mujhe yaad aa.ii hai.n
dil muraqqa.a hai chhalakte hu.e paimaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
kab tak isii ko aaKHirii manzil kahe.nge ham
kuu-e-muraad se bhii udhar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye kaun kahve hai aabaad kar hame.n lekin
kabhii zamaana muraad-e-dil-e-KHaraab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
manzil milii muraad milii mudda.aa milaa
sab kuchh mujhe milaa jo tiraa naqsh-e-paa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
maraz-e-'ishq jise ho use kyaa yaad rahe
na davaa yaad rahe aur na du'aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kis manzil-e-muraad kii jaanib ravaa.n hai.n ham
ai rah-ravaan-e-KHaak-basar puuchhte chalo
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tujh se muqaable kii kise taab hai vale
meraa lahuu bhii KHuub hai terii hinaa ke ba.ad