SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqil"
Ghazal MATCHES FOR "mustaqil"
Ghazal
hamaare dil ko abhii mustaqil pataa na banaa
hame.n pataa hai tiraa dil udhar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
kyaa aise kam-suKHan se ko.ii guftuguu kare
jo mustaqil sukuut se dil ko lahuu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
zindagii jitnii bhii hai ab mustaqil sahraa me.n hai
aur is sahraa me.n teraa duur tak saayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
mustaqil nahii.n 'amjad' ye dhu.aa.n muqaddar kaa
lak.Diyaa.n sulagne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mustaqil juujhanaa yaado.n se bahut mushkil hai
rafta rafta sabhii ghar-baar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
sunaa hu.aa thaa hijr mustaqil tanaav hai
vahii hu.aa miraa badan kamaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
lazzate.n qurb-o-judaa.ii kii hai.n apnii apnii
mustaqil hijr hii achchhaa na visaal achchhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n bhulaanaa bhii nahii.n chaahtaa is ko lekin
mustaqil zaKHm kaa rahnaa bhii buraa hotaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
us naqsh-e-mustaqil pe hai sharminda aa.ina
tasviir un kii dil pe utaarii hai is tarah
Natiq Lakhnavi
Ghazal
kyaa mustaqil ilaaj kiyaa dil ke dard kaa
vo muskuraa diye mujhe biimaar dekh kar