SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutafakkir"
Ghazal MATCHES FOR "mutafakkir"
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
vasiile jitne the utnii zaruurate.n hotii.n
to phir kabhii mutafakkir bashar nahii.n hotaa
Moeen Kausar
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
ne tab.a pareshaa.n thii na KHaatir mutafarriq
vo din bhii ajab the ki ham aur aap the baaham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
jab mufakkir mire andaaz-e-bayaa.n tak pahu.nche
merii haalat mire har raaz-e-nihaa.n tak pahu.nche
Mahwar Sirsivi
Ghazal
na falsafii na mufakkir na nukta-daa.n se hu.ii
adaa jo baat hamesha tirii zabaa.n se hu.ii
Faragh Rohvi
Ghazal
Vafa Malikpuri
Ghazal
taqdiir jise kahte hai.n duniyaa ke mufakkir
zardaar ke piichhe hai to naadaar ke aage
Quaiser Khalid
Ghazal
is zamaane kaa mufakkir huu.n adab kar meraa
Digriyaa.n le ke mujhe aa.nkh dikhaataa kyaa hai
Inayat Ameen
Ghazal
tumhaaraa jism ma.abad-e-tasavvur-e-nashaat hai
mufakkir-e-bahaar kii ye bandagii qubuul ho
Salam Machhli shahri
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
hai ek KHvaab-e-haqiiqat hazaar ta.abiire.n
hai.n raaste mutafarriq maqaam-e-yaar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
ai mufakkir tire afkaar pa shak hotaa hai
tere alfaaz se qirtaas ye jal jaa.egaa