SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-gavaar"
Ghazal MATCHES FOR "naa-gavaar"
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat hai naa-gavaar mujhe
naqaab uThaa ki sahar kaa hai intizaar mujhe
Anwar Sabri
Ghazal
mizaaj-e-husn kisii taur se badal na sakaa
gavaaraa samjhaa Gam-e-naa-gavaar bhii mai.n ne
Jauhar Zahiri
Ghazal
hazaar baar vo guzraa hai be-niyaazaana
na jaane kyuu.n mujhe ab ke hii naa-gavaar hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
unhii.n ko arz-e-vafaa kaa thaa ishtiyaaq bahut
unhii.n ko arz-e-vafaa naa-gavaar guzrii hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
hosh me.n aa zindagii tuu ne Galat samjhaa mujhe
de nahii.n saktii kisii manzil pe bhii dhokaa mujhe
Shifa Gwaliari
Ghazal
Jauhar Bilgrami
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
dil ko ummiid-e-balaa-e-naa-gahaa.n hai aaj-kal
sun rahaa huu.n mahv-e-gardish aasmaa.n hai aaj kal
Naresh Nadeem
Ghazal
kabhii jo shab kii siyaahii se naa-gahaa.n guzre
ham ahl-e-zarf har ik soch par garaa.n guzre
Chandrabhan Khayal
Ghazal
chalo ye sach hii sahii hogaa naa-gahaa.n guzre
hamaare dar se magar aap mehrbaa.n guzre
Anees Ahmad Anees
Ghazal
dil-o-nazar ke liye lutf-e-naa-gahaa.n ban kar
javaanii aa.ii thii ik KHvaab-e-raa.egaa.n ban kar
Nayyar Wasti
Ghazal
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
Zahoor Minhas
Ghazal
maut aa.e ghar se duur bhii gar naa-gahaa.n mujhe
miTTii tirii nasiib ho hindostaa.n mujhe