SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaf-pyaala"
Ghazal MATCHES FOR "naaf-pyaala"
Ghazal
uthlaa saa naaf-pyaala hamaarii nahii.n talaash
ai la.Dkiyo! bataa.o bha.nvar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
vo naaf pyaale se sarmast kare varna
ho ke mai.n kabhii us kaa qaa.il nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
kaasa gadaagarii kaa hai naaf-piyaala yaar kaa
bhuuk hai vo badan tamaam vasl tamaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
naaf-pyaale pe kisii taur Thaharnaa hai hame.n
aaj zid hai tirii KHushbuu kaa badan chhuunaa hai
Ali Haider
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii kii saKHt zanjiiro.n me.n jak.Daa dekh kar
aaj tum bhii hans rahe ho mujh ko tanhaa dekh kar
Maikash Nag Puri
Ghazal
us kii aa.nkho.n me.n hayaa aur ishaara bhii hai
band ho.nTo.n se mujhe is ne pukaaraa bhii hai
Mushtaq Anjum
Ghazal
balaa-e-jaa.n hai samar bad-havaas hone kaa
natiija dekh lo tum KHud udaas hone kaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
hamaare saath ye karte ho yaa sabhii ke saath
dikhaa.o KHvaab kisii ko raho kisii ke saath
Shaiq Saeedi
Ghazal
nahii.n maa'luum kyo.n nyaaraa lage hai
sitam-gar hai magar pyaaraa lage hai