SEARCH RESULTS
Showing search results for "naagin"
Ghazal MATCHES FOR "naagin"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
vo nagii.n jo KHaatim-e-zindagii se phisal gayaa
to vahii jo mere Gulaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
bhaagtaa huu.n mai.n zindagii se 'KHumaar'
aur ye naagin Dase hii jaatii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
iqliim-e-ma.aanii me.n amal ho gayaa meraa
duniyaa me.n bharosa thaa kise taaj-o-nagii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zulf-e-shab-guu.n tire shaane pe khulii naagin hai
Das le ye jis ko na phir uTh ke vo paanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
saaya nahii.n thaa nii.nd kaa aa.nkho.n me.n duur tak
bikhre the raushnii ke nagii.n aasmaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
garmii-e-daulat hu.i aatish-zan-e-naam-e-niko
KHaana-e-KHaatim me.n yaaquut-e-nagii.n aKHtar hu.aa